Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


khamoshiyan aawaaz hain tum sunne to aao kabhi chhu kar tumhen khill jaayengi ghar inko bulaao kabhi beqarar hain baat karne ko kehne do inko zaraa khamoshiyan teri meri khamoshiyan khamoshiyan lipti huyi khamoshiyan kya uss gali mein kabhi tera jaana hua jahaan se zamaane ko guzre zamaana hua mera samay to wahin pe hai thehra hua bataaun tumhe kya mere saath kya kya hua hmmmm khamoshiyan ek saaz hai tum dhun koi laao zaraa khamoshiyan alfaaz hain kabhi aa gunguna le zara beqarar hain baat karne ko kehne do inko zaraa haa khamoshiyan teri meri khamoshiyan khamoshiyan lipti huyi khamoshiyaan nadiya ka paani bhi khamosh behta yahaan kheeli chandani mein chheepi laakh khamoshiyan baarish ki boondon ki hoti kahaan hai zubaan sulagte dilon mein hai khamosh uthta dhuaan khamoshiyan aakaash hai tum udne toh aao zara khamoshiyan ehsaas hain tumhe mehsoos hoti hai kya beqarar hain baat karne ko kehne do inko zaraa haaaa khamoshiyan teri meri khamoshiyan khamoshiyaan lipti
khaamoshiyaan gungunaane lagi tanhaaiyaan muskurane lagi sargoshi kare hawaa chupke se mujhe kaha dil ka haal bataa dilbar se na chhupaa sunke baat ye sharm se meri aankhen jhuk jaane lagi khaamoshiyaan gungunaane lagi tanhaaiyaan muskurane lagi sargoshi kare hawaa chupke se mujhe kaha dil ka haal bataa dilbar se na chhupaa sunke baat ye sharm se meri aankhen jhuk jaane lagi jaag utha hai sapna kis ka meri inn aankhon mein ik nayi zindagi shaamil ho rahi saanson mein kisi ki aati hai sadaa hawaaon mein kisi ki baaten hai dabi si honthon mein raat din meri aankhon mein koi parchhayi lehraane lagi khaamoshiyaan gungunaane lagi tanhaaiyaan muskurane lagi dil ka ye carvaan yun hi tha ravaan davaan manzil na humsafar lekin aye meharbaan teri wo ik nazar kar gayi asar duniyaa sanwar jaane lagi khaamoshiyaan gungunaane lagi tanhaaiyaan muskurane lagi sharmo hayaa se keh do khuda haafiz o meri jaana hai ghadi milan ki khudaara laut ke naa aana hai raat ka parda humari hi
khana milega peena milega bhaiya ki shaadi hai sab kuchh milega arey khana milega peena milega bhaiya ki shaadi hai sab kuchh milega nacho mere yaar gaao mere yaar haan bade bade log dekho aaye baraat mein moti moti tondon ko laye hain saath mein jo kuchh bhi haath lage saaf kar jayenge kha lenge hafte ka bas ek raat mein hoti hai shaadi dekho ek baar hoti hai shaadi dekho ek baar kha lo pee lo jitna bhi chaho baar baar maango mere yaar haan maango mere yaar milega khana milega peena milega bhaiya ki shaadi hai sab kuchh milega nacho mere yaar gaao mere yaar dekho dulha saja hai aise baitha ghodi pe chanda ho jaise lage dulhan bhi ghunghat mein aise chhupi baadal mein bijali ho jaise donon ye soche kab jayenge baraati donon ye soche kab jayenge baraati gale lag jayen hum jeevan ke saathi chalo mere yaar chalo mere yaar milega are khana milega peena milega bhaiya ki shaadi hai sab kuchh milega nacho mere yaar gaao mere yaar
ooooo khanke khanke kangna bindiya hanse khanke kangna bindiya hanse aayenge sajna humre angna khanke kangna bindiya hanse aayi main saj ke unke liye jhume ye jhumka jinke liye aayi main saj ke unke liye jhume ye jhumka jinke liye baaje re bichhua kehna maane na aah khanke khanke kangna bindiya hanse aayenge sajna humre angna khanke kangna bindiya hanse saiyyan ne ulta ghungta mera maine bhi hans ke mukhda phera haaye saiyyan ne ulta ghungta mera maine bhi hans ke mukhda phera jab kisi ankhiyaan dekhe sapna khanke khanke kangna bindiya hanse aayenge sajna humre angna khanke kangna bindiya hanse thamenge jab wo baiyyan mori daarungi ankhiyaan kajra bhari thamenge jab wo baiyyan mori daarungi ankhiyaan kajra bhari kahungi balma humko chhuo na khanke khanke kangna bindiya hanse aayenge sajna humre angna khanke kangna bindiya hanse
khanke to khanke kyun khanke jab raat ko chamken taare mera kangana haaye haaye re mera kangana are samjho to samjho yun samjho ye hum ko karein ishaare tera kangana haaye haaye re tera kangana kangana thaamun paayal bole aaun kaun bahaane se aaun kaun bahaane se aeae jin ko milna ho yaaron se darte nahin zamaane se darte nahin zamaane se roke to duniya kya roke are roke to duniya kya roke jab hum hain pyaar ke maare tera kangana haaye haaye re tera kangana khanke to khanke kyun khanke jab raat ko chamken taare mera kangana haaye haaye re mera kangana tiriri tarala lihila re lihila tiriri tarala hoye hoye tiriri tarala lihila re lihila tiriri tarala hoye hoye aaye jawaani jab mastaani roken laaj ke pehre na roke laaj ke pehre na haa haaye ghunghat ka pat khul khul jaaye sar pe aanchal thehre na sar pe aanchal thehre na sochein to sochein kya sochein are sochein to sochein kya sochein jab nain mile matwaare mera kangana haaye haaye re mera kangana are samjho to
ab ke baras bhi beet na jaaye ye saawan ki raatein dekh le meri ye bechaini aur likh de do baatein khat likh de saanwariya ke naam baabu khat likh de saanwariya ke naam baabu kore kaagaz pe likh de salaam baabu wo jaan jayenge pehchaan jayenge khat likh de saanwariya ke naam baabu kore kaagaz pe likh de salaam baabu wo jaan jayenge pehchaan jayenge kaise hoti hai subah se shaam baabu kaise hoti hai subah se shaam baabu wo jaan jayenge pehchaan jayenge khat likh de saare vaade nikle jhoothe saamne ho to koi unse roothe saamne ho to koi unse roothe le gayi bairan shehar piya ko ram kare ke aisi naukri chhoote unhen jisne jisne unhen jisne banaya ghulam baabu kore kaagaz pe likh de salaam baabu wo jaan jayenge pehchaan jayenge khat likh de jab aayenge sajana mere khan khan khankenge kangna mere khan khan khankenge kangna mere paas gali mein ghar hai mera us din tu bhi aana angna mere kuch tujhko tujhko kuch tujhko main doongi inaam baabu kore kaagaz pe likh de salaam
jab naa maana dil deewana kalam utha ke jaane jaana khat maine tere naam likha haal e dil tamaam likha khat maine tere naam likha haal e dil tamaam likha jab naa maana dil deewana kalam utha ke jaane jaana khat maine tere naam likha haal e dil tamaam likha khat maine tere naam likha haal e dil tamaam likha kaagaz ke iss tukde ko tum dil samjh lena kaagaz ke iss tukde ko tum dil samjh lena jahaan boond giri ho siyaahi ki use til samajh lena yaadon mein doob ke kaagaz ko choom ke pyaar ka tujhko salaam likha haal e dil tamaam likha haal e dil tamaam likha jab naa maana dil deewana kalam utha ke jaane jaana khat maine tere naam likha haal e dil tamaam likha khat maine tere naam likha haal e dil tamaam likha maine dil se laakh kaha ke itna tadapna thik nahin maine dil se laakh kaha ke itna tadapna thik nahin aise kisi ke pyaar mein paagal tera machalna thik nahin dil bola majboori hai khat likhna zaroori hai dil hua tera gulaam likha haal e dil tamaam likha haal e dil
khate hain hum kasam tum ko hi chaahenge khate hain hum kasam tum ko hi chaahenge tere siwa kahin dil naa lagaayenge ab to tumhen sanam hum naa bhulaayenge khate hain hum kasam tum ko hi chaahenge khate hain hum kasam tum ko hi chaahenge tere siwa kahin dil naa lagaayenge ab to tumhen sanam hum naa bhulaayenge khate hain hum kasam tum ko hi chaahenge tere siwa kahin dil naa lagaayenge gawaahi apni muhabbat kiiiii denge zameen aasmaan kisi din teri hi chaahat meinnnnn chhodenge dono jahaan jab tak hain saansen jab tak hai dam khate hain hum kasam tum ko hi chaahenge tere siwa kahin dil naa lagaayenge ab to tumhen sanam hum naa bhulaayenge khate hain hum kasam tum ko hi chaahenge tere siwa kahin dil naa lagaayenge kuchh bhi kar le ye duniyaaaaa ab pyaar hoga naa kam kabhi na honge juda tum seeee seh lenge saare sitam chaahe khushi ho chaahe ho ghum khate hain hum kasam tum ko hi chaahenge tere siwa kahin dil naa lagaayenge ab to tumhen sanam hum naa bhulaayenge khate
ye haa o haa ti ru bi ra ra ye haa o haa khatmandu khatmandu o mundu o mundu dam bhar le pyaar ka tu bol bol ke shiv shambhu khatmandu khatmandu o mundu o mundu dam bhar le pyaar ka tu bol bol ke shiv shambhu ye haa o haa ti ru bi ra ra bhookhe ne maara jo dam yaara to tandoor ki sujhi maara dam jo madaari ne to langoor ki sujhi bhookhe ne maara jo dam yaara to tandoor ki sujhi maara dam jo madaari ne to langoor ki sujhi oo maara dam jo aashiq ne toh hoor ki sujhi maara dam sharaabi ne to angoor ki sujhi re baba re khatmandu khatmandu o mundu o mundu dam bhar le pyaar ka tu bol bol ke shiv shambhu ye hoo o hoo ye haa o haa ti ru bi ra ra baniye ne maara jo dam yaara use khot ki sujhi maara dam jo ameeron ne unhe note ki sujhi baniye ne maara jo dam yaara use khot ki sujhi arre maara dam jo ameeron ne unhe note ki sujhi ho maara dam wakeelon ne to court ki sujhi maara dam jo neta ne to vote ki sujhi ri baba re khatmandu khatmandu o mundu o mundu dam bhar le pyaar ka
khatooba khatooba uuuuuu khatooba khatooba khatooba uuuuuu khatooba khatooba khatooba uuuuuuu khatooba uuuuuuu uuuuuu kitne deewane mere itne deewanon mein se kis ki banun main mehbooba aa aa aa aa aa aa khatooba khatooba uuuuuuu khatooba aaaaaaaaaaa kitne deewane mere itne deewanon mein se kis ki banun main mehbooba aa aa aa aa aa aa khatooba khatooba uuuuuuu khatooba wo kaun hai jiski main hoon deewani hooo hai wo yahin wo sanam mera diljaani tu hai wo tu nahin tu hai wo tu nahin teri aankhon mein dil doobaaa khatooba khatooba aaaaaae khatooba uuuuuuu jo mera dil meri jaan sabse bachaye haaan wo mera dil meri jaan sab le jaaye tu hai wo tu nahin tu hai wo tu nahin teri aankhon mein dil dooba khatooba khatooba aaaaaae khatoobaa khatooba khatooba uuuuuuu khatooba yaa tum kaho main kise doon ye baahein haan yaa main kahun kis pe hain meri nigahein tu hai wo tu nahin tu hai wo tu nahin teri aankhon mein dil doobaaa khatooba khatooba aaaaaae khatooba uuuuuuuuuuuu
yeh jeena hai yeh jeena hai angoor ka daana yeh jeena hai angoor ka daana kuchh kacha hai kuchh pakka hai kuchh kacha hai kuchh pakka hai jitna khaya meetha tha jo haath na aaya khatta hai yeh jeena hai angoor ka daana yeh jeena hai angoor ka daana kuchh kacha hai kuchh pakka hai kuchh kacha hai kuchh pakka hai jitna khaya meetha tha jo haath na aaya khatta hai yeh ghoomta pahiyaa gol rupaiyaa yeh ghoomta pahiyaa gol rupaiyaa haat na aaye re haat na aaye re are main hoon iske saath ye saathi are main hoon iske saath ye saathi saath na jaaye re saath na jaaye re are haai haai haai haai haai dil bole ke haai dil bole are haai haai haai haai haai dil bole ke haai dil bole haath na aaye to samjho hai sapna jeb mein ho to maal hai apna yeh jeena hai angoor ka daana yeh jeena hai angoor ka daana kuchh kacha hai kuchh pakka hai kuchh kacha hai kuchh pakka hai jitna khaya meetha tha jo haath na aaya khatta hai are jee ke dekho jeene waale are jee ke dekho jeene waale yun
khayaalon mein kisi ke iss tarah aaya nahin karte kisi ko bewafaaa ke tadpaaya nahin karte khayaalon mein kisi ke iss tarah aaya nahin karte kisi ko bewafaaa ke tadpaaya nahin karte dilon ko raund kar dil apna behlaaya nahin karte jo thukraaye gayen hon unn ko thukraaya nahin karte dilon ko raund kar hansi phoolon ki do din chaandani bhi chaar din ki hai chaandani chaar din ki hai hansi phoolon ki do din chaandani bhi chaar din ki hai chaandani chaar din ki hai mili ho chaand si soorat to itraaya nahin karte kisi ko bewafaaa ke tadpaaya nahin karte khayaalon mein kisi ke jinhen mitna ho wo mitne se darr jaaya nahin karte wo darr jaaya nahin karte jinhen mitna ho wo mitne se darr jaaya nahin karte wo darr jaaya nahin karte muhabbat karne waale ghum se ghabraaya nahin karte kisi ko bewafaaa ke tadpaaya nahin karte khayaalon mein kisi ke muhabbat kaa sabak sikho ye jaa kar jalne waalon se ye jaa kar jalne waalon se muhabbat kaa sabak sikho ye jaa kar jalne waalon se
khelo naa mere dil se khelo naa mere dil se o mere saajnaa o saajna o saajna khelo naa khelo naa mere dil se khelo naa mere dil se muskuraa ke dekhte to ho mujhe ghum hai kiss liye nighaah mein muskuraa ke dekhte to ho mujhe ghum hai kiss liye nighaah mein manzil apni tum alag basaaoge mujhko chhod doge raah mein pyaar kya dillagi pyaar kya khel hai khelo naa mere dil se o mere saajnaa o saajna o saajna khelo naa mere dil se kyun nazar milaayi thi lagaav se hans ke dil mera liya tha kyun kyun nazar milaayi thi lagaav se hans ke dil mera liya tha kyun kyun mile the zindagi ke mod par mujhko aasra diya tha kyun pyaar kya dillagi pyaar kya khel hai khelo naa mere dil se o mere saajnaa o saajna o saajna khelo naa khelo naa mere dil se khelo naa mere dil se o mere saajnaa o saajna o saajna khelo naa mere dil se
khile hain sakhi aaj phulwaa man ke khile hain sakhi aaj phulwaa man ke jaaungi sasuraal dulhan ban ke jaa jaaungi sasuraal dulhan ban ke khile hain sakhi aaj phulwaa man ke khile hain sakhi aaj phulwaa man ke baajegi more ghar shahnaayi baajegi more ghar shahnaayi laayenge dolaa more kanhaayi laayenge dolaa more kanhaayi jhomega manwaa royengi ankhiyaan laagegi apni hi duniya paraayi aayenge mohe yaad din bachpan ke aayenge mohe yaad din bachpan ke jaaungi sasuraal dulhan ban jaaungi sasuraal dulhan ban ke khile hain sakhi aaj phulwaa man ke khile hain sakhi aaj phulwaa man ke kholenge ghunghtaa jab saanwariyaa kholenge ghunghtaa jab saanwariyaa maaroongi aisi zulmi nazariyaa maaroongi aisi zulmi nazariyaa aahein bharenge paiyaan padenge binti karenge wo saari umariyaa karoongi pee se baat main tan tan ke karoongi pii se baat main tan tan ke jaaungi sasuraal dulhan ban ke jaaungi sasuraal dulhan ban ke khile hain sakhi aaj phulwaa man ke khile hain sakhi aaj
hoooo khilona jaan kar tum to mera dil tod jaate ho khilona jaan kar tum to mera dil tod jaate ho hoooo mujhe iss haal mein kis ke sahaare chhod jaate ho khilona jaan kar tum to mera dil tod jaate ho khuda ka vaasta de kar mana loon door hoon lekin tumhara raasta main rok loon majboor hoon lekin ke main chal bhi nahin sakta hoon aur tum daud jaate ho hoooo khilona jaan kar tum to mera dil tod jaate ho gila tumse nahin koi magar afsos thoda hai ke jis ghum ne mera daaman badi mushkil se chhoda hai ussi ghum se mera phir aaj rishta jod jaate ho hooo khilona mere dil se naa lo badla zamaane bhar ki baaton ka thehar jaao suno mehmaan hoon main chand raaton kaa chale jaana abhi se kiss liye munh mod jaate ho hoooo khilona jaan kar tum to mera dil tod jaate ho
toone khoob racha bhagwaan khilona maati ka ise koi na saka pehchaan khilona maati ka toone khoob racha bhagwaan khilona maati ka waah re tera insaan vidhata aaaa iska bhed samajh mein na aataa dharti se hai iska nataa aaaa magar hawa mein kille banaataa apni uljhan aap badhaataaa apni uljhan aap badhaata hota khud hairaan khilona maati ka toone khoob racha khoob garha bhagwaan khilona maati ka kabhi to ek dam rishta jode kabhi achanak mamta tode ho ke paraaya mukhda mode eeeee apnon ko majhdhaar mein chhode sukh ki khoj mein itt utt daude sukh ki khoj mein itt utt daude kitna ye naadaan khilona maati ka toone khoob racha khoob garha bhagwaan khilona maati ka ise koi na saka pehchaan khilona maati ka toone khoob racha bhagwaan khilona maati ka
hmm hmm hmm hmm hmm hmm khilte hain gul yahaan khil ke bikharne ko khilte hain gul yahaan khil ke bikharne ko milte hain dil yahaan mil ke bichhadane ko khilte hain gul yahaan kal rahe na rahe mausam ye pyaar ka kal ruke na ruke dola bahaar ka kal rahe na rahe mausam ye pyaar ka kal ruke na ruke dola bahaar ka chaar pal mile jo aaj pyaar mein guzaar de khilte hain gul yahaan khil ke bikharne ko khilte hain gul yahaan hooo ooooo hooo hoooo ho ho ho ho haaaaaa jheelon ke honthon par meghon ka raag hai phoolon ke seene mein thandi thandi aag hai jheelon ke honthon par meghon ka raag hai phoolon ke seene mein thandi thandi aag hai dil ke aaine mein tu ye sama utaar le khilte hain gul yahaan khil ke bikharne ko khilte hain gul yahaan pyaasa hai dil sanam pyaasi ye raat hai honthon mein dabi dabi koi meethi baat hai pyaasa hai dil sanam pyaasi ye raat hai honthon mein dabi dabi koi meethi baat hai inn lamhon pe aaj tu har khushi nisaar de khilte hain gul yahaan khil ke
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa khilte hain gul yahaan khilke bikharne ko milte hain dil yahaan milke bichhadne ko khilte hain gul yahaan khilke bikharne ko khilte hain gul yahaan kal rahe naa rahe mausam ye pyaar kaa kal ruke na ruke dolaa bahaar kaa kal rahe naa rahe mausam ye pyaar kaa kal ruke na ruke dolaa bahaar kaa chaar pal mile jo aaj pyaar mein guzaar de khilte hain gul yahaan khilke bikharne ko milte hain dil yahaan milke bichhadne ko khilte hain hoo jheelon ke honthon par jheelon ke honthon par meghon kaa raag hai phoolon ke seene mein thandi thandi aag hai dil ke aaine mein tu ye samaa utaar de khilte hain gul yahaan khilke bikharne ko milte hain dil yahaan milke bichhadne ko khilte hain gul yahaan pyaasa hai dil sanam pyaasi ye raat hai honthon mein dabi dabi koi meethi baat hai pyaasa hai dil sanam pyaasi ye raat hai honthon mein dabi dabi koi meethi baat hai in lamhon pe aaj tu har khushi nisaar de khilte hain gul yahaan
khinche humse saanwre itne kyun ho khinche humse saanwre itne kyun ho roko paagal man ko ke jisne chaha tumko meri baahon se pare itne kyun ho khinche humse saanwre itne kyun ho rut ye doori ki nahin hai hooooo rut ye doori ki nahin hai gori kahin hai pi kahin hain rukiye to are re re re re rukiye to are are aisa kya are re re re re suniye to haan roko chanchal mann ko ke jisne chaaha tumko hooo aji gusse mein bhare itne kyun ho khinche humse saanwre itne kyun ho kabhi na poochha haal mera hooooo kabhi na poochha haal mera lage ujaala bhi andhera ghum ab to are re re re re rukta hai are are man mera are re re re re dukhta hai haan roko vyakul man ko ke jisne chaaha tumko oho piya apnon se phire itne kyun ho khinche humse saanwre itne kyun ho pyaar ki hoon main to pyaasi ho oooo pyaar ki hoon main to pyaasi tum na samjhe ye udaasi aage aur na na na na na na kehna kya oho oho tumhre bin na na na na na na rehna kya haan roko paagal man ko ke jisne chaha tum ko ohoo
hooooo kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar mera pyaar dhundhataa hoon main mera pyaar dhundhataa hoon main mera pyaar kho gaya hai mera pyaar mera pyaar kho gaya hai mera pyaar aise toofaan mein chhod kar chal diyaa dil ko tod kar ghum ki maujon mein haaye koi chhup gaya munh ko mod kar chhup gaya munh ko mod kar kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar mera pyaar dhundhataa hoon main mera pyaar o hooooooo o hoooo hooo hooo zindgaani udaaas hai wo kahaan kiske paas hai gehri nadiyaa bata de tu mujhko milne ki aas hai mujhko milne ki aas hai kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar mera pyaar dhundhataa hoon main mera pyaar chalti saanson mein shor hai teri yaadon kaa zor hai bhatke dil ko qaraar nahin jaane kaisa ye daur hai jaane kaisa ye daur hai kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar mera pyaar dhundhataa hoon main mera pyaar
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Khamoshiyan Khamoshiyan (2015) 05:37 36532
 
Poster of Khamoshiyan (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Reshmi Singh
Music Director- 
Jeet Ganguly
Singer- 
Arijit Singh
Duration : 05:37   Song Number : 36532   

Khamoshiyan Gungunane Lagi One 2 Ka 4 (2001) 05:26 20760
 
Poster of One 2 Ka 4 (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla
Duration : 05:26   Song Number : 20760   

Khana Milega Pina Milega Maalik (1972) 03:58 36060
 
Poster of Maalik (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 03:58   Song Number : 36060   

Khanke Kangna Bindiya Dr Vidya (1962) 03:33 38399
 
Poster of Dr Vidya (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 03:33   Song Number : 38399   

Khanke To Khanke Vallah Kya Baat Hai (1962) 04:54 12081
 
Poster of Vallah Kya Baat Hai (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Roshan
On Screen Actors- 
Beena Roy, Shammi Kapoor
Duration : 04:54   Song Number : 12081   

Khat Likh De Aaye Din Bahar Ke (1966) 05:27 20761
 
Poster of Aaye Din Bahar Ke (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Khamaj
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:27   Song Number : 20761   

Khat Maine Tere Naam Bekhudi (1992) 06:16 12877
 
Poster of Bekhudi (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Anwar
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Kamal Sadanah, Kajol
Duration : 06:16   Song Number : 12877   

Khate Hain Hum Kasam Aatish (1994) 06:53 18762
 
Poster of Aatish (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Raveena Tandon
Duration : 06:53   Song Number : 18762   

Khatmandu Khatmandu O Mundu O Mundu Zulm Ki Hukumat (1992) 04:49 40363
 
Poster of Zulm Ki Hukumat (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Dilip Sen, Sameer Sen
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Govinda
Duration : 04:49   Song Number : 40363   

Khatooba Khatooba Alibaba Aur 40 Chor (1980) 06:45 20762
 
Poster of Alibaba Aur 40 Chor (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Others
Duration : 06:45   Song Number : 20762   

Khatta Meetha Khatta Meetha (1977) 04:44 18415
 
Poster of Khatta Meetha (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Duration : 04:44   Song Number : 18415   

Khayalon Mein Kisi Ke Bawre Nain (1950) 05:08 12863
 
Poster of Bawre Nain (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Vijaya Laxmi
Duration : 05:08   Song Number : 12863   

Khelo Naa Mere Dil Se Haqeeqat (1964) 03:41 11910
 
Poster of Haqeeqat (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Priya Rajvansh
Duration : 03:41   Song Number : 11910   

Khile Hain Sakhi Aaj Grahasti (1963) 03:08 32094
 
Poster of Grahasti (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Rajshree, Shubha Khote, Indrani Mukharji
Duration : 03:08   Song Number : 32094   

Khilona Jaan Kar Khilona (1970) 04:11 20763
 
Poster of Khilona (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 04:11   Song Number : 20763   

Khilona Maati Ka Naag Mani (1957) 03:11 40751
 
Poster of Naag Mani (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Kavi Pradeep
Music Director- 
Avinash Vyas
Singer- 
Geeta Dutt
Duration : 03:11   Song Number : 40751   

Khilte Hain Gul Yahaan Sharmilee (1971) 04:02 20764
 
Poster of Sharmilee (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:02   Song Number : 20764   

Khilte Hain Gul Yahaan (Female) Sharmilee (1971) 04:52 38720
 
Poster of Sharmilee (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakhi
Duration : 04:52   Song Number : 38720   

Khinche Humse Saanwre Abhinetri (1970) 04:54 40810
 
Poster of Abhinetri (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 04:54   Song Number : 40810   

Kho Gaya Hai Mera Hariyali Aur Rasta (1962) 04:04 13321
 
Poster of Hariyali Aur Rasta (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mala Sinha
Duration : 04:04   Song Number : 13321